Written on 6:20 PM by nitesh
You all will be stunned listening to this. Whats in store for us probably 10 years from now.
Talk given by Pattie Maes & Pranav Mistry of MIT
Posted in
6th Sense,
Talks,
TED
|
Written on 9:51 AM by nitesh
Titled 'Aarambh', its sung by Rahul Ram who is the lead singer of the Indian rock band 'Indian Ocean'.
Aarambh hai prachand
Bolein mastakon ke jhund
Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do
Aarambh hai prachand
Bolein mastakon ke jhund
Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do
Aan baan shaan
Yaa ki jaan ka ho daan
Aaj ek dhanush ke baan pe utaar do (Repeat Chorus)
Aarambh hai prachand
Man kare so pran de
Jo man kare so pran le
Wahi to ek sarv shaktimaan hai (Repeat Chorus)
Krishn ki pukaar hai ye
Bhaagwat ka saar hai
Ki yuddh hi to veer ka pramaan hai
Kaurawon ki bheed ho
Ya paandavon ka neer(d) ho
Jo lad sakaa hai wohi to mahaan hai
Jeet ki hawas nahi
Kisi pe koi vash nahi
Kya zindagi hai thokaron pe maar do
Maut ant hai nahi
Toh maut se bhi kyun darein
Ye jaake aasmaano mein dahaad do
Aarambh hai prachand
Bolein mastakon ke jhund
Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do
Aan baan shaan
Yaa ki jaan ka ho daan
Aaj ek dhanush ke baan pe utaar do
Aarambh hai prachand
Woh dayaa ka bhaav yaa ki
Shaurya ka chunaav yaa ki
Haar ka wo ghaav tum ye soch lo (Repeat Chorus)
Yaa ki bhoore bhaal par
Jalaa rahe vijay ka laal
Laal ye gulaal tum ye soch lo
Rang kesari ho ya mridang kesari ho
Ya ki kesari ho taal tum ye soch lo
Jis kavi ki kalpana mein
Zindagi ho prem geet
Us kavi ko aaj tum nakaar do
Bheegti maso mein aaj
Phoolti ragon mein aaj
Aag ki lapat ka tum bhaghaar do
Aarambh hai prachand
Bolein mastakon ke jhund
Aaj jung ki ghadi ki tum guhaar do
Aan baan shaan
Ya ki jaan ka ho daan
Aaj ek dhanush ke baan pe utaar do (Chorus)
Aarambh hai prachand
Aarambh hai prachand
Aarambh hai prachand
Hai-Hai-Hai-Hai-Hai-Hai-Hai-Hai-Hai-Hai (fades)
Posted in
Gulaal
|